Khwaab ki Ta'beer

· 19 Rabiʻ I 1435 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Mera sawal he ke ayk dafa mene aik kaam ke liye idtikhaara kia tha ke wo kaam mere naseeb me he ya nhi. Me us raat khwab me dykhti hun ke me pregnant hoti hun. Ayk pehle hoti hun aur phir dusri dafa bhi usi khwab me he. Pregnent hoti hun. Sir please muje is ka answer bataen ke us khwaab ka kia matlab hai?

Answer

Agar wo kaam jo aap karna chahti Shari'at ke mutaabiq he owr koi Deeni ya dunyawi zarar phonchne ka khatra nahi owr ne dowsre ke huqooq talfi ka andesha he, to aap kar sakti he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.