Khwaab ki Ta'beer

· 19 Rabiʻ I 1435 AH1 min readRoman Urdu
DreamsUrdu Questions

Question

Main aapse apny khwab ki tabeer puchna chahti hu. Maine dekha meri or mere cousoin ki ayk beti hai bohat pyari hai main apny mamu ke ghar hn mera cousion wahan ata hai or humari beti ko apny ghar le jata hai main preshan hoti hon uske ghar jati hn lekin ghr k ander nahi ja paati phr meri ankh khul jaati hai.

Answer

Purdah ka ihtimaam kya kare na mahramo se. Issy tarah apne awlaad me bhi purdah ki ahamiyyat ka ihsaas peyda karle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.