Khwaab ki Ta'beer
Question
Maine khawab mein lohe qurani ka word taha dekha or parha ha iska mtlb kia hea?
Answer
"Ta Haa" Rasulullah (Sallallahu Alayhi Wasallam) ka mubaarak naam hai. Khaab ka ma'na ye hei, ke agar aap ku kaamyaabi chaahte, to huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ka ittiba kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.