Bandish owr pareshaani ke liye wazifa

· 5 Rabiʻ II 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWazaaifJaadooPareshaani

Question

Hamara koi kaam bhi nhi hota hoty hoty ruk jata hai hamain lagta hai k hum per kisi ny bandish ki hai meri ami ko 1997 me nawaz sharif ki hakumat me bartaraf kar dia tha pher 2009 me pher jab bahal karny ky orders hoy pher abhi 2014 bhi ho gya lekin kaam nhi ho rha. Meri behno ky rishty bhi nhi aaty. Hum bhot pareshan hain khudara mufti sahib hamain koi hal batain ke humari kismat khul jae kaam bhi hony lagy. Hum aap ky bhot shukar guzar ho gy.

Answer

Har namaaz ke ba`d, sone se pehle aur bedaar hone ke waqt Surah Falaq, Surah Naas aur Aayatul Kusri parhlo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.