Khwaab ki Ta'beer

· 6 Rabiʻ II 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Mery male friend nay muje khawb sunaya ke me us ke samny burqa pehn ke khari hoti houn. Veil nahi kiya hota aur wo qareeb a k burqa theek kerta ha. Aur shied veil kerna nhi ata muje to wo veil kerna seekhata bhi hai. Jab ke me real me veil aur burqa nahi kerti na kiya ha kabhi. Is ka kia meaning ha usy khawb me aur muje kia bataya ja rha ha?

Answer

Us se purda kar lo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.