Khwaab ki Ta'beer
Question
Main silsila~E~Naqshband se murid hu. Main apne mursid ki bargah me hazri mein gaya tha jis din wapsi thi usi raat khwab dekha mazar pia haji ali ka deedaar hua bus isse Aaghe kuch dekha hi nai iski tabeer kya hai?
Answer
Khwaab ka ma'na ye he ke agar aap ku Allah Ta'ala ki mahabbat chahia, sunnat ke tareeqe ke upar chale. Issy tareeqe par bhi awliya bhi chale owr Allah Ta'ala ku phonchgae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.