Khwaab ki Ta'beer

· 17 Rabiʻ II 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Main ek ladki ko chahta tha kuch din me uski kisi se engagement ho gayi maine apne khawaab me dekha ki us ladki ke chehre par bohot sare pimples nikal gaye hain aur uska weight bhi badh gaya hai us waqt ye khawaab maine us ladki ko bata diya tha 1 mahine baad mera wo khawaab sach ho gaya jo maine khawaab dekha tha phir. Us ladki ne mujhse duao ke liye kaha. Kya aap iske baare me kuch bata sakte hain?

Answer

Aap ke lia us larki se baat karna jaaiz nahi he. Wo tera na mahram he. Sacha tawbah karo us gunaah se owr aainda us se baat ne karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.