Khwaab ki Ta'beer

· 23 Rabiʻ II 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Mujhe aap se apni khawab ki tabeer daryaft karni the. Me ne Nabi Paak (Sallallahu Alayhi Wasallam) ko khawab mai dekha tha wo mjhe naaryal de rahe hain. Saabut mai wo le ke chala jata hun. Us kay kae din bad mai ne khwab mai Makka Shareef and Madeena ko bhe dekha tha. Mai is ki tabeer jan na chahta hun. Mai bht paraishan rehta hun koi acha rozgaar nahe hai. Bohot paraishan hun. Please aap kuch bataeye Mai aaj kal khawab mai qurbani ka jandaar bail dekhta hun . Kch btaeye

Answer

Allah Ta`ala aapko barkat naseeb farmaye aur aafiyat aur izzat se nawaaze.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.