Neend ki medicine khana
Question
Mujhe pechle 8 Saal se raat ko neend na ane ki bimmari hai. Buhat illaj kia magar koi faida nahi howa. Kia neend ki medicine kana jaiz hai? Neend na ane ki waja se Buhat kumzoor ho. Mujhe neend ane aur wazan barne Kay liye Quran aur sunnat ki roshni main koi Hal batain.
Answer
Jee, jaaiz he.
Ye sab doctor se poochne ki cheeze he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.