Namaaz me khusoo' haasil karne ka tareeqa
Question
Mera sawaal ye he ke me namaz me dhiyaan nahi laga paata. Kuch na kuch mere zehen me sochta rehta hu aur me usse qaabu nahi kar paata. Aap baraaye karam meri madad kijiye.
Answer
Namaaz me khushoo haasil karne ka ayk asaan tareeqa ye he ke app ye sowch le ke aap Khuda Ta'ala ke saamne khare ho kar namaaz par rahe he owr Khuda Ta'ala aap ku dhek rahe he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.