Khwaab ki Ta'beer
Question
Main ne apni shaadi ke liye istkhra kiya tha mujy khwab main phlie dafa yh nazar aya ke mery dant main khera lga haii aur main ny wo dant niklwa k dosra lagwaya hai. Is ke ba'd main ny jholy dekhy aur pher main ny kuch chotii bachyun k pet (tummy) dekhy. Please mujy is ka jawab dai dijyee.
Answer
Insha Allah aap ki dushwaari owr fikar doowr hogi owr Allah Ta'ala aap ku sokoon naseeb farmaenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.