Sacchi toba karne ke ba'd rowze hashar us gunah ka hisaab

· 3 Jumada I 1435 AH1 min readEnglish
Aqeeda

Question

Mamare jis gunah ka hamare siwa kisi ko ilim nahi hai, jab hum us ki Allah se sachi toba karte hain, agar allah ne hamen maaf ker diya
hai hai to kya roz-e-hashar us gunah ka hisaab hoga? Ya wo gunaha logon pe zahir kiya jae ga?

Answer

Ye ummeed rakhna chaahiye ke Allah ne maaf karliya lihaza a`maal naame me se usko mitaadiya hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.