Khwaab ki ta'beer

· 14 Jumada I 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Meri aik dost hai jo mujh se naraaz hay, main na khawb main dekha wo preshan hai, ankhon main ansoon hain, or hath main pepsi ki bottle hai or pi rahi, meray pass ati hai, or meri aik or dost hai us ki maan sa batain karnay lagti hai, kahti hai meri engagement ho gayi hai or main ab naye ghar main ja rahi hoon, or ghar dhond rahi hoon. Khawb main aisay lagta hai jaisay meri aik dost ka ghar main rah rahi as paying guest. Please batain mujhay lagta ha wo kisi museebat main hai.

Answer

Aap ki pehli saheli ghamgheen owr ranjeeda he kisi wajah se. Aap ki dowsri saheli ke nikaah ki taraf ishaarah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.