Khwaab ki ta'beer

· 14 Jumada I 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Mere ghr aik larka rishta bhejna chahta hai. Lekin aaj khwaab me dykhti hun ke mje mere khaala kehti hen ke ye mere khayal se wo larka he k jisko log kehte hsn k ye najaiz baccha hai. Me bohot pareshan hojati hun itne me kgayal aata he ke is ka dusra bhai bhi tha lekin wo mar gaya. Me apni khala se kehti hun k nahi shayad wo wo mara bachha ho. Ye nahi ho sakta itna kehti hun aur mere aankh khul jati he. Bara e karam mje is ka jawab den.

Answer

Rishta tay karne se pehle larki owr larke ke khaandaan ku chahia ke wo tahqeeq kare owr ma'loom kare ke ye rishta kaysa he taa ke ba'd me pareshaani ne ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.