Samajdaari ke lia wazifa
Question
Buddu aur nalayak dimaag ko chalaak aur hoshiyaar dimaag ho jaa ne kae liye qurani wazifa dee jiyae taa keh dimaag mein rawshnee aur dimaag
khool jae.
Answer
Paanch waqt ke namaaz ba'd يَا عَلِيْمُ saat ya gyara dafa' parh liya kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.