Khwaab ki ta'beer
Question
Meri phopho ke bety ka mery liye rishta aya usky liye istakhara kia tu ye khuwab nazar aya, main inhi phopho k ghar hon aur meri bari phopho ki betiyan mujhy wahan sy nikal rehi hain k jao ye tumhara ghar nhi yahan sy nikal jao, main roti hoi stairs sy nechy utarti hon tu ek bili (cat) mery pechy chillati hoi aati hy main dar k ghar k bahir chali jati hon aur sochti hon k Kahan jaon itni raat ko. Brah e mehar bani tabeer bta dain.
Answer
Poore khaandaan ke saat acha sulook owr bartaw kare owr un ke lagzishow ku dar guzar kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.