Khwaab ki ta'beer

· 22 Jumada I 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Maine 5 saal pahly jab meri mangni hoi thi istekhara kiya tha ye mery liye better hai ya nai maine khawab dekhi ky mai aik market jati hoo aur waha pay shop pay 3 haar hain aur teeno aik jaisay hain mjhy acchhy nai lag rahy hain aur mai jaldi mai hoo jaisy kahi jana ho ya shop band honay lagi ho aur mai pareshan hoo ky konsa khareedoo aur konsa nai, phir meri neend khul jati hai yad nai koi khareeda ya nai. App plz mjhy reply kar daien. Ab meri mangni toot chuki hai.

Answer

Khwaab ka ma'na ye he ke jaha rishta tay tha, wo toot jaega jaise ba'd me yahi hogaya.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.