Khwaab ki ta'beer
Question
Mera sawaal yeh hai ki maine kuch din pahle ek khwab dekha hai jise me " mere saamne Allah thaala khade hain aur mujhe kah rahe hain ki falaan shaksh ko phone karo. Aur my is wajah se ki Woh shaksh agar kuch galath kaha tho allah ko maloom hojaayega, Is liye my ne kaha ki mere saamne allah hain, aur aap ko phone karne ko kahrahe hain."
Answer
Jitna hosake Allah ki yaad ko apne zabaan par aur dil me jamaane ki koshsih kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.