Khwaab ki ta'beer
Question
Main be khwab main dekha ke kuch swimming pool jaisa kuch hai buhat se log hain. Khane aur salan ka plate pani mein gir gaya hai. Mein ne plates pani mein Se nikala aur pani alag kiyaa aur ek ladki ko khila raha hoon. Aur tabhi us pani mein main ne peshab kar diya. Please bataiye is ki tabeer kya hai.
Answer
Pardah ka ihtimaam karo tamaam na mahram larkiyo owr awrato ke saat.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.