Qurbaani ke jaanwar

· 20 Jumada II 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu Questions

Question

Qurbaani ke janwar aur wo janwar jo hum routine sa zebha karte he, un main kia farq he? Kia qurbaani ke janwar ki roh bi bager sawal jawab ke fanah ho jae gi? Ager han to kewn? Ager nai to kewn? Insan ko qurbani ke janwar ka akrat main kia faida ho ga? Aur fayda pohnchane ke bad qurbani ke janwar ki roh kaha jae gi?

Answer

Ye Allah Ta'ala ka hukam he ke qurbaani ke waqt par qurbaani ki jae. Doosri cheezo ki traraf diyaan ne do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.