Sunnat namaaz beth kar parhna

· 27 Jumada II 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazBimaar ki NamaazWitr, Sunnat aur NawaafilNafil Namaaz

Question

Kya sunnat namaz baith ke ada kar sakte hn. Young person har namaz ma sunnat namaz baith ke par sakta he as I heard Rasulullah (Sallallahu Alayhi Wasallam) sunnat namaz ki adaigi beth ke kia karte thy). Is it right or wrong?

Answer

Fardh, Waajib aur Sunnate Muakkadah ke alawa aur namaazo beth karke parhna durust he. Albatta uska thawaab aadha hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.