Unity ke lia wazifa
Question
Mera masla yeh ha ke meri naand jiski shadi ho gyi ha woh hamray ghar aa gyi ha jis ki waja say ghar mein kafi basakooni ha. Please kuch batein ke woh apnay ghar chali jaye aur dosra masla yeh ha ke mujhe bohat ghussa ata ha jis ki waja say bachoon ko mar bhi deti hoon aur gussay mein galiyan bhi nikalti rehti hon.
Answer
Pach waqt ke namaaz ke ba'd attached dua ku parho.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.