Haidh me Qur'an ki aayat owr durood parhna
Question
Kya auraten mahana ayam ke dinon mai zubani dil mai quran paak ki ayat ka wird kar sakti hyn? Kya un mahksos dino mai darood pak parha ja sakta hy?
Answer
1. Dil me koi zubaan nahi hota. Agar mahaz apne khiyaal se qiraat karti to uski ijaazat he.
2. Jee.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.