Dil jowrne ke lia wazifa
Question
Mere showhar sirf apne bahen ke diwane hogaye hain. Sirf bahen ki fikar hai. Muje owr bache ko bhool gaye hain. Main zaheni taur se bahut pareshan ho. Udaas ho thak gayi ho. 10 dino se hamari koi bat nahi hui. Me mere maa ke ghar ho. Please koi hal bataiye.
Answer
Paanch waqt ke namaaz ke ba'd aap ye attached dua parhe. Allah Ta'ala asaan farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.