Nikaah me pareshaani

· 29 Rajab 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehat

Question

Humari shadi ko saat saal ho gayi apni pasand ki thi. Uski wajha se susral main nahi bani alaida hona para ab mere husband her waqt chir chir kerte hain ghusa kerte hain meri her baat bhuri lagti hai aur itni koshish ki unki job main taraki nahi hoti koi aur silsala nahi banata.

Answer

Namaazo ko qwat ke oopar parhe aur har namaaz ke ba`d dil laga karke istighfaar kare kam se kam eik minute ke liye. Allah Ta`ala aap ke pareshaani ko door farma.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.