Khwaab ki ta'beer
Question
Meri wife ko 2 baar ye khwaab aaya hai ki uska necklace ya gold ornaments jaha per rakhi thi waha per nahi mil rahi hai. Is baat se ham bahot pareshan hai barah e karam iski tabeer jald az jald bataaein to meherbani hogi.
Answer
Khwaab ki ta'beer ye he ke aap ki ahliya ku chahia ke paanch waqt ke namaaz ku paabandi se parhe apne waqt par owr purda ka ihtimaam kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.