Khwaab ki ta'beer

· 9 Shaʻban 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mene raat do se teen bage ke as pas khuwab mein dkha tha k mre mamu chotey wale koi page khol k bethay hen us py kch ayaat likhi hui hen kch tadad k sath jsy k tadad mjh yad nh pr hazaar mein thi 4 numbr ata tha us mein. Example 4,102 es tarah aur bhi kch tadad thien k ayaat mamu itni dafa parhenge me sochti hun ye wo he wazifa h jo mjh mri doctor ny btaya tha Surah Al hamd wala ek haftay wala mamu wohe parhenge. Mjh itna he yad hy mjh eski tabir bta dien.

Answer

Mamoo ku koi tamanna owr ummeed he owr wo chahta he ke apni tamanna owr ummeed poori hojai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.