Khwaab ki ta'beer
Question
Me ne khawab me 3 machliga dekhi hai. Teen machliya me ne ek chiz me dalti hun or paani khatam hona shuru ho jata hai jin me se me ek machli ko bacha leti hun. Please is ki tabeer bata de. Machliya choti hoti hai. Isi tara ki khawab mere chote bhai ko bhi aai hai.
Answer
Allah Ta'ala aap ku barkat naseeb farmaenge Duna me bhi owr aakhirat me bhi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.