Khwaab ki ta'beer

· 20 Shaʻban 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Maine ek khwab dekha jisme me so raha tha tab mujhe laga jese mere sarke baal jyada bade hogaye hai to maine confirm karne ke liye shishe me dekha to mere baal kandho tak badhe huye the aur dahini taraf jyada baal hai to maine use thik karne ke liye dabaya leking wo dabe nahi aur bayi tarf se jyada hi rahe. Please is ki tabber bataye.

Answer

Allah Ta'ala aap ku barkat naseeb farmae owr aap ke zimmedaariyo ku poori karne me asaan farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.