Khwaab ki ta'beer

· 17 Shawwal 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mujhe aur mere khaandan me kai logo ko aajkal kai Dino se ek ajeeb sa khwab aaraha hai. Maine khawab me dekha ke mere saare daant ek ek karke girte jarhe hain. Aur yahi khawab mere khaandan me bhi kisi ne dekha. Maine logo se pucha to iski tabeer achi nahi maloom hui. Meri aapse guzarish hai ke mujhe mere khwab ki taabeer bataye. Aur ab mujhe kya karna chahiye ye bataye. Aapki boht meherbani hogi.

Answer

Allah Ta'ala aap ke tamaam mushkilaat ku door karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.