Khwaab ki ta'beer
Question
Mene khwaab me asman par Allah aur Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) likha dekha aur pehla kalma likha hua dekha. Iska matlab kya he?
Answer
Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki Mubaarak Sunnat ka itibaa kare tamaam umoor me. Is tarah aap Allah Ta'ala ku phonchenge owr Allah Ta'ala ki razaamandi haasil karenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.