Qur'an Shareef ki aayaat taweez me likhna

· 27 Shawwal 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsAqeeda

Question

Ayk sunni aalime deen 55 saal jo qurani nuqush se tawizaat likhte hai. Unke pas muslim gair muslim bache burhe mard or ladies sabhi aate hai. Kya aise alime deen ke piche jo taweez likhta ho or taweez par hadiya bhi leta ho to kya unke piche namaz ho sakti hai?

Answer

Wo taweez jisme Ayaat-e-Qur'aaniyah ho, us ku likh kar mareedo ku dena jaaiz he. Ayse shaks ke pheeche namaaz parhna jaaiz he. Lekin kaafir logo ku Qur'an ki ayaat likh kar dena saheeh nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.