Zaid naam rakhna
Question
Mujhay apne bete kay name se related sawal karna hay abi hum us ko zaryab kay name se pukarte hain but wo bemar rehta hay aur logon ne mashwara diya hay kay is ka name change kar dain to ye thek ho jae ga. Hum ne char name choose kiye hain jo ye hain.
1. Zaryab
2. Zaid
3. Zohaib
4. Zammad
Aap rehnumai farma dain kay us ko konsa name suit kare ga.
Answer
Zaid acha naam he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.