Khwaab ki ta'beer
Question
Mene khwaab mein dekha mre ami abu so rhe hen apne bed py auper sy matress double bed ka kisi ny hang kia us mein motay lohay ki kil hoti hen jo ami abu k auper lgati hen wo akhri saans letay hen me bhag k jati hun roti hun ap log mjh akela nh chor skte me akeli mar jaungi bht roti hun kisi ny dushmani mein kia hota hy. Mene ye na paki ki halat mein dekha h. Me bht pareshan hun eski tabir bta dien.
Answer
Choonke napaaki ki haalat me tum ne dekhi to us ki taraf diyaan ne do. Ye khwaab Shaitaan ki taraf se he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.