Khwaab ki ta'beer

· 28 Dhuʻl-Hijjah 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mainay ek khwab dekha hai kay lambi narazgi kay baad meray shohar mujhay wapis ghar mana kar le kar gae hain lekin wahan ponch kar pata lagta hai kay uno ne apni walda kay sath mil kar mujhay dhoka dia hai aur dusri shadi ki hui hai aur mujhay kafi takleef pohncha rae hain apni walda kay sath milkar aur humari bohat bari larai horai hai aur menay ghusay me ghar chordia hai. Iski tabeer kya hogi?

Answer

Panch waqt ke namaaz ke ba'd ye attached dua parhe. Allah Ta'ala aap ke khawind ke dil ku aap ki taraf maail karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.