Witr owr fardh ki qaza ku alag alag parhna
Question
Kya kisi ki esha ki namaze jo qaza ho gayi he wo un ke fardh aur witr alag alag parh sakta he. Pehle saare fardh parh le aur phir saare witr? Kya is tarah kiya ja sakta he ya farz aur witr saath saath parhne honge?
Answer
Dono tarah jaaiz hai.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.