Kis tarah Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) par Salaam pesh karna?

· 4 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsAqeeda

Question

Ahle sunnat wal jamat ke yahan tareeqa hai ke qible se kuch right side par facing hue huzoor ki bargah me salam padte hai. Aisa karna kaisa hai?

Answer

Ham sawaal samjhe nahi aur jo masnoon tareeqah pichle nek logo ne ikhtiyaar kia wahi karlo. Naya tareeqah hamesha pasandeedah nahi hota.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.