Khwaab ki ta'beer

· 4 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Maine ek khwaab dekha jaha mai road pe ja raha tha. Waha ek bara gadda khoda hua tha. Uske andar maine ek murgi aur 7-8 murji ke bacche the. Maine 4-5 murji ke bacche utha liye aur baaki meri wife ne utha liye. Unhe lekar mai gar aa gya toh peche peche murgi bhi gar pe aa gyi. Jab mai gar pe aa raha tha tab saamne gar se mera bhai dekh raha tha mujhe.

Answer

Allah Ta'ala rowzi naseeb farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.