Ma ka hissa waraasat me

· 4 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Mufti saheb, ayk ma ka apny bety (son) ki kamai owr us ki property or os ke assets me kitna hissa hota hy? Bety (son) ki death ke baad os ki biwi bachon ka kitna hissa hota hy shariat kia kehti hy?

Answer

Agar us ki biwi aur bete aur betiyaa hai to biwi ko aatwaa hissa aur us ki maan ko chata hissa aur baqiyyah maal us ke aulaad ke dermiyaan hogi bete ko do hissa aur beti ko eik hissa milega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.