Shaafi'ee ke peeche namaaz parhna
Question
Ayk Sunni hanafi shakhs ki namaaz ayse shafaae imam ke piche jo maslake hanfi ki bilkul bhi riaayat na karta ho to kya aise imam k piche hanfi ki namaaz ho jai gi. Quraan owr hadees ke saath jawaab inaayat farmaai.
Answer
Agar wo namaaz ayse tareeke par parhata he ke Hanafi mazhab me namaaz hojati he, to Hanafi muqtadi ki iqtida saheeh hogi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.