Khwaab ki ta'beer

· 12 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mujhe ek khwab ki taaber maloom karni hai. Meri khala ki beti hain unhon ne khwab me ek registaan dekha jisme ek darakht lagi hai jis me meriwalida Tashreef rama rahi hain or wo khari hain taa ke unhai dhoop na lagay.

Answer

Aap apne maa baap ki khidmat kare owr hamesha unku kush rakhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.