Daai paaw ku khara karna namaaz me

· 20 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazBimaar ki NamaazNamaaz ke Sunan aur Aadaab

Question

Agar koi aadmi tashhud (qa'da) mee apna daya paaw khara kar ke nahi beth sakta to us ke liye kya hukam he?

Answer

Wo us ku neeche rakhe. Ma'zoori ki wajah se us ki namaaz durust hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.