Jumua namaaz ki Sunnate

· 20 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazJumuah NamaazJumuah Namaaz ki SunnateWitr, Sunnat aur NawaafilSunnat-e-Muakkadah aur Sunnat-e-Ghair Muakkadah

Question

Namaaz e juma ke ketni rakate he? Hum ne namaaz ke kitaboon ma chowda parhi thi baz kehte hain ke das he baz kehte hain ke aat. Saheeh jawaab kya he? baraye kram aaj hamare is masle ka jawaab de de.

Answer

Jumua namaaz ki do rakat se pehle chaar Sunnat he owr jumua namaaz ke ba'd che rakaat Sunnat he. Phele chaar owr phir do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.