Khwaab ki ta'beer
Question
Maine mere khawab mein mere shohar ko kisi aur ke saath hambistari karte hue dekha wo fajar ka waqt tha. Please mujhay iski tabeer batayye mein bahut pareshan hun. Meri shaadi hokar 5 saal hogaye aur mujhay ek ladki hai Jo 3 yrs ki hai. Aur mujhay kabhi kabhi khawab mein mujhay baccha hone wala hai iss tarha ka khawab bhi aata hai.
Answer
Is khwaab ki taraf diyaan ne do.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.