Khwaab ki ta'beer
Question
Maine kal subah ke waqt ek khawab dekha jisme ek shaks mujh se kehta hai ki "tum hamarey Peer sahab ko dekhna chahate ho to khidki sai dekho", jab Maine dekha to wahan ek shaksiyay lambey siyah Baal aur daadi waali aur roshan chehre waali thi, mai nhi Jaanta woh kaun thay aur itne mai meri aankh khul gayi.
Answer
Khwaab ki ta'beer ye he ke aap ku chahia ke neak logo ki suhbat ikhtiyaar kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.