Wudhu ke ba'd masnoon dua

· 2 Safar 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTahaaratWudhu

Question

Wudu aur namaz ke baad bohat saray zikar bayan kiye jate hain aur un ki bohat fazilat batai jati hay alag alag kitaabo me, kia humein wo zikar karne chahiye? Aur agar wo zikar sahih hadith mein na ho to kia wo bidat hounge, aur bidat ki sahih tareef bhe bata dein?

Answer

Wudhu ke ba'd jo masnoon duae he, wohi parhlo. Masnoon duao ke lia hamare site ki taraf ruju karlo http://ihyaauddeen.co.za/?p=2857

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.