Qadha namaaz aur towbah
Question
Sachi tauba se saare gunnaah maaf ho jate he to kya jo namaze hum ne qaza ki he wo tauba se maaf nahi ho sakti he un ko parhna zaroori he kya?
Answer
Towba karne se namaaz ku qadha karne ka gunaah maaf hota he. Lekin choonke asal namaaz nahi parhi gayi, to us ka dain aadmi ke zimme se saaqit nahi hota. Is lia us ki qadha parhna zaroori he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.