Masbooq ke liye qiraat ki tarteeb
Question
Jamaat ke sath namaaz parhte huwe agar ayk ya do rakaat nikal jaye yani agar der ho jaye to jo baad me namaz puri karte he un rakat/rakaat me Surah Faatiha ke bad kisi Surah ya ayat ki tilaawat karte he? Agar karte he to agr ayk rakat guzar chuki he to us me Surah ki tilawat ki tarteeb kya ho gi jo Imaam saheb ne doosri rakat me ki he us se pehley wali koi ayat ya Surah ki tilaawat karni chahiye ya baad wali?
Answer
Us se pehle ki Surato me se kuch parhlo.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.