Khwaab ki ta'beer

· 7 Safar 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mere abbu ka intekal 15 din phle hua hai. Maine khwaab me dekha ki unhone mera naam liya aur mujhe bulaya. Mai ye jaanna chati hoon ki wo koi takleef me to nhi hai na?

Answer

Qur'an Shareef ka kuch hissa par kar ya kuch sadaqa de de owr us ka sawaab un ke lia ponchaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.