Aadat se pehle koon band hona

· 11 Safar 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhawateen ke Masaail

Question

Kya period 6th day nahi hota ho to paak hokar namaz Qur'an padha ja skta hai ya saat day pura karna hoga?

Answer

Agar koon band hogaya aadat se pehle, to ghusal karke namaaz shuru' karle. Isy tarah Qur'aan shareef ka parhna bhi jaaiz hoga. Lekin jab tak haidh ki aadat puri ne hojae mia biwi humbistari se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.